Moraya Moraya mai balak , Tumhara

Teri hi seva karu mai har din

Ananth  meri ichhae kadvi

 
Nahi aata ab ras jab hojae puri

Teri hi naam ka dhyan lagau

 
Teri hi krupa se teri bhakti mai ram jau

Aur koi ichha ab nahi lagti baki

Bhramand ka asli roop hai tu hi

vighna harna hamesha bus itni si ichha

hoga jo hona hai , sab khel tera hi racha

Gyan de ki tujhe jaan sakkhu

De Vardan ki tuje pa sakhu

Hu Mushak , tu Raja hamara

jagat mai kya hai astitv hamra..

Jai Ganesh  Jai Ganesh mai balak  tumhara….